Nojoto: Largest Storytelling Platform

Maana ki mujhme mohabbat zyada hai Pr tujhme nafra

Maana ki mujhme mohabbat zyada hai
Pr tujhme nafrat b kch kam nhi
Yahn pal pal mei rishte badalte hai
Aur maine chandh lamho ko hi mohtaaz bna lia
Ek khwab hai kch aisa ki apne lehze mei hi rhu
Pr iss mukamal befaai se toh ubhru
Areh ab toh unn tanha khamooshiyon se niklu
Aur apne khwaboon ko beparwah thamu
Tune toh apna jahan hi nya kr lia
Mai ab bhi unn zanzeero mei kaid hu
Jikr jb krte hai tera rooh kaap uthti hai
Ek beyharkat jaan k jaise khud mei hi khud se ruthi hai