Ae hawa tham ja Zara Rok le khud ko... kyuki Teri sansanahat ka khauf nahi hh yaha Tera khauf waha hh jaha roti ,kapda aur makan bhi kaha hh Tera khauf waha hh jaha Charo aor andhero ka nasha hh Ae hawa tham ja Zara Rok le khud ko.. kyuki iin ujyari chaukhato pr ...... Tera khauf kaha hh