Nojoto: Largest Storytelling Platform

Us roz darwaza tho band kiya tha maine....Khidkiya

Us roz darwaza tho band kiya tha maine....Khidkiya bhi tab s kholi nahin hain.. Phir kyun yaadon ke darijjo se jhaak te ho tum... Main dhur jitna bhi jaau.., kyun mere piche bhaag te ho tum...Nahin...... Mere pass tum se kehne ko kuch bhi nahin hain... Nah hi main sunna chahta hun ki tum kehne kya aate ho... Mat aaya karo baar-baar yaaha... Ab kuch bhi tumhara nahin hain... Mat aaya karo kyun ki...Yaahan ab kisiko bhi tumhara intezaar nahin hain..!!!😘😘💞

chauhannaveen0753

......

Gold Star
Growing Creator