Search Results for: urdu

  • All
  • People
  • Stories
  • Tags

Stories that match your search ...

More Results

"aisā ishq hai urdu zabāñ kaa, mazā ghultā hai lafzoñ kā zabāñ par ki jaise paan meñ mahñgā qimām ghultā hai ye kaisā ishq hai urdu zabāñ kaa.... nasha aatā hai urdu bolne meñ gilaurī kī tarah haiñ muñh lagī sab istelāheñ lutf detī hai, halaq chhūtī hai urdu to, halaq se jaise mai kā ghoñT utartā hai baḌī aristocracy hai zabāñ meñ faqīrī meñ navābī kā mazā detī hai urdu agarche ma.anī kam hote hai urdu meñ alfāz kī ifrāt hotī hai magar phir bhii, buland āvāz paḌhiye to bahut hī mo'tabar lagtī haiñ bāteñ kahīñ kuchh duur se kānoñ meñ paḌtī hai agar urdu to lagtā hai ki din jāḌoñ ke haiñ khiḌkī khulī hai, dhuup andar aa rahī hai ajab hai ye zabāñ, urdu kabhī kahīñ safar karte agar koī musāfir sher paḌh de 'mīr', 'ġhālib' kā vo chāhe ajnabī ho, yahī lagtā hai vo mere vatan kā hai baḌī shā.ista lahje meñ kisī se urdu sun kar kyā nahīñ lagtā ki ek tahzīb kī āvāz hai, urdu"

aisā ishq hai urdu zabāñ kaa, 

mazā ghultā hai lafzoñ kā zabāñ par 

ki jaise paan meñ mahñgā qimām ghultā hai 

ye kaisā ishq hai urdu zabāñ kaa.... 

nasha aatā hai urdu bolne meñ 

gilaurī kī tarah haiñ muñh lagī sab istelāheñ 

lutf detī hai, halaq chhūtī hai urdu to, halaq se jaise mai kā ghoñT utartā hai 

baḌī aristocracy hai zabāñ meñ 

faqīrī meñ navābī kā mazā detī hai urdu 

agarche ma.anī kam hote hai urdu meñ 

alfāz kī ifrāt hotī hai 

magar phir bhii, buland āvāz paḌhiye to bahut hī mo'tabar lagtī haiñ bāteñ 

kahīñ kuchh duur se kānoñ meñ paḌtī hai agar urdu 

to lagtā hai ki din jāḌoñ ke haiñ khiḌkī khulī hai, dhuup andar aa rahī hai 

ajab hai ye zabāñ, urdu 

kabhī kahīñ safar karte agar koī musāfir sher paḌh de 'mīr', 'ġhālib' kā 

vo chāhe ajnabī ho, yahī lagtā hai vo mere vatan kā hai 

baḌī shā.ista lahje meñ kisī se urdu sun kar 

kyā nahīñ lagtā ki ek tahzīb kī āvāz hai, urdu

love for urdu 😍😍❤️

✍️ gulzar sahab

7 Love
1 Share

#Women #Fashion #Love #men #Style #girls #girl #Beauty #Beautiful #Art #Like #Woman #instagood #follow #Photography #Fitness #instagram #mod

79 Love
12 Share

"माँ उस रात चैन से सो गईं होगी बछड़ों के स्वप्न चले गए होंगे मानिद में घर में आश जगी होगी चूल्हे में आँच सुलगने के लिए अडी हो गी पिता ने पहली बार घर में उतारी होगी अपने थके काँधे से अनाज की बोरी माँ हरख से रो पड़ी होगी दौड़ी होगी देवी देवताओं को मनाने बिटिया ने जल थमा दिया होगा पहली बार घर भरने साँस ली होगी पहली बार पिता के छालों ने पसीने की गंध ने संसार की तखति पर लिख दिया हो गा पिता यूँ पिता ने पिता होने का हक़ अदा किया होगा #NojotoQuote"

माँ उस रात चैन से सो गईं होगी 
बछड़ों के स्वप्न चले गए होंगे मानिद में 
घर में आश जगी होगी 
चूल्हे में आँच सुलगने के लिए अडी हो गी 
पिता ने पहली बार 
घर में उतारी होगी 
अपने थके काँधे से 
अनाज की बोरी 
माँ हरख से रो पड़ी होगी 
दौड़ी होगी देवी देवताओं को मनाने 
बिटिया ने जल थमा दिया होगा 
पहली बार घर भरने साँस ली होगी 
पहली बार पिता के छालों ने 
पसीने की गंध ने 
संसार की तखति पर लिख दिया हो गा 
पिता 
यूँ पिता ने पिता होने का 
हक़ अदा किया होगा  #NojotoQuote

#Love #girl #cute #instadaily #fashion #me #Smile #Style #fun #Summer #Amazing #bestoftheday #instalike #igers #Life #L #swag #friends #natu

59 Love
6 Share

Urdu sad poetry.Sad poetry۔dukhi poetry۔Urdu shayeri۔bewafa Poetry۔Urdu staying۔Urdu quotes۔latest Urdu poetry۔latest poetry۔Urdu new shyeri

8 Love

Urdu sad poetry.Sad poetry۔dukhi poetry۔Urdu shayeri۔bewafa Poetry۔Urdu staying۔Urdu quotes۔latest Urdu poetry۔latest poetry۔Urdu new shyeri

12 Love