Zindagi k dairon se, khafa hone ka maza hai.... Har hadh tod kar, aage badne ka maza hai... Kuch paane ka maza hai, Kuch khone ka maza hai.. Raat ki khamosiyon ko, Sunne ka maza hai.. Udd jane de, yeh parinde Khawahishon ke.. Na inhe rokne ka maza hai, Na Qaid karne ka maza hai... Har kisi k zindagi ka, Waqt raazdaar hai... Har kek k nazron mein, Yeh Waqt Gunhegaar hai... Waqt