Nojoto: Largest Storytelling Platform

Main uss me mubta'ala tha, zamana janta hai, Wo mu

Main uss me mubta'ala tha, zamana janta hai,
Wo mujhse durr jaane ka har bahana janta hai...

Meri galiyon me wo ab kyunkar nahi aate,
Mere kuuche ka har rasta, har thikana janta hai...

Janta hu ke use hai mujhse mohabbat be-hisaab,
Haal-e-dil numaya hai go wo chupana janta hai...

Hai koi aur bhi sukhanwar kya humse accha,
'Azam' ko yaan kaun nahi janta, zamana janta hai... #nojoto#nojotohindi#nojotourdu#dil#ishq#mohabbat#azam

numaya- clear
go- but