Nojoto: Largest Storytelling Platform

Khud se pehele jo doosro ke baare me sochte hai As

Khud se pehele jo doosro ke baare me sochte hai
Asl me  vo insaani dil ke  nhi farishte  dilwale hote hai

Jb Jindagi ghaav dekr dard ki yaad dilati hai 
Ghaav ka marhm  bnkr vo hmare paas aate hai
Jsbaato ke mehk ko ghr ke chaukht pr chodh vo dete hai
Desh ki mitti me mill logo ki dhaul vo udhate hai 

Asl me vo inasaani dil ke nhi farishte dilwale hote hai

Mdd ke etra ko chidh kr khushi ki sughandh se muskurate  hai
 Jinki Khauisho ki talash logo ke hifajat me poori hoti hai
Pehechan unki duaao me ki jaati hai
Vo anjaan mgr poori duniya unhiki ristedaar kehelaati hai 

Lga ke keemat jaan ki  auro ki jaan ki keemat vo chukate hai
Ekkeesh topo ki salami ka hk vo paate hai
Vaidhye , sipaahi ,karmveer   jaise anek naamo se jaane jate  hai
Kyuki ye asmbhav ko sambhav bnane ka  jajba rkhte hai
Jo khud se pehle doosro ke baare me sochte hai
Asl me vo ensaan nhi fariste dilvale hote hai

                                                                 By ADRIKA
                                                                                        MISHRA A real human is that Who thinks of the other before himself

A real human is that Who thinks of the other before himself