mai yu hi chal raha tha akela yaha waha koi nahi tha sannata bhi bada ajib tha wo jo mere kuch sawalon ka jawab de raha tha