Kehne ko alfaaz boht kum hai aj,
Magar zulm ke kisse boht aam hai janaab,
Lekin un cheer harno ki himmat ki daat dete hain,
Jitna rokna chahe utna or bebas hojaate hain hum,
Kiskisko sunae hum ye kahaani dard ki,
Apno ko sunaate to nazar andaaz kar diya jaata hai hamari sachai ki dastaan ko,
Aur vhi un zulmo ki bediyo mein bandhe hum tadapte rehte hain,
#Poetry