fir vahin rehna h mujhe fir vahin rehna h mujhe ek sham nhi har sham bitana h unhi galiyon me har roj chalna h or bhtakna bhi h to unhi rasto par sona bhi usi chhat par h rona bhi usi kone me hai. khelna kudna usi mitti me h or simatna bhi usi mitti me h unhi hatho se khana h or dat bhi usi awaj me sunni h jhagadna bhi unhi se h or manana bhi unhi ko hasna bhi unhi ke vajah se h or hasana bhi unhi ko h fir vahin rehna h mujhe........ #poem #hindi