Nojoto: Largest Storytelling Platform

#DearZindagi Zindagi ke kisi mod par aakar Wakt

#DearZindagi  Zindagi ke kisi mod par aakar 
Wakt thehar sa jata hai 
Aur insan apna sara wakt 
Yado ke tukade jama karne me guzar deta hai 
Lekin wakt chalta rehta hai 
Bas insan thehra rehta hai 
Aur thehar jati hai uski har aadat 
Uski hasi uski khushi
Uske aansu aur uski aankhe,
Fir khamosh se ho jate hai alfaz 
Aur besudh se ho jate hai ehsas 
Yahi se yado ka silsila shuru hota hai 
Tukdo me pura jeevan yad dilata hai 
Yado se woh bate bhi karta hai 
khudme hi khoya rehta hai 
Aur khudse hi kuch puchta hai 
khud hi jawab deta 
Mann me hi mayus rehta hai 
Mann me hi yeh ghav liye firta hai 
Iss mod par insan 
Apno ke sath khudko bhi khota hai 
Aur bheetar mann me hi rota hai 
Aur mann hi mann me thehra rehta hai 
Wakt to chalta rehta hai 
Bas insan thehra rehta hai #DearZindagi 
Zindagi ke kisi mod par aakar 
Wakt thehar sa jata hai 
Aur insan apna sara wakt 
Yado ke tukade jama karne me guzar deta hai 
Lekin wakt chalta rehta hai 
Bas insan thehra rehta hai 
Aur thehar jati hai uski har aadat
#DearZindagi  Zindagi ke kisi mod par aakar 
Wakt thehar sa jata hai 
Aur insan apna sara wakt 
Yado ke tukade jama karne me guzar deta hai 
Lekin wakt chalta rehta hai 
Bas insan thehra rehta hai 
Aur thehar jati hai uski har aadat 
Uski hasi uski khushi
Uske aansu aur uski aankhe,
Fir khamosh se ho jate hai alfaz 
Aur besudh se ho jate hai ehsas 
Yahi se yado ka silsila shuru hota hai 
Tukdo me pura jeevan yad dilata hai 
Yado se woh bate bhi karta hai 
khudme hi khoya rehta hai 
Aur khudse hi kuch puchta hai 
khud hi jawab deta 
Mann me hi mayus rehta hai 
Mann me hi yeh ghav liye firta hai 
Iss mod par insan 
Apno ke sath khudko bhi khota hai 
Aur bheetar mann me hi rota hai 
Aur mann hi mann me thehra rehta hai 
Wakt to chalta rehta hai 
Bas insan thehra rehta hai #DearZindagi 
Zindagi ke kisi mod par aakar 
Wakt thehar sa jata hai 
Aur insan apna sara wakt 
Yado ke tukade jama karne me guzar deta hai 
Lekin wakt chalta rehta hai 
Bas insan thehra rehta hai 
Aur thehar jati hai uski har aadat
iztiraar9945

IZTIRAAR

New Creator

#DearZindagi Zindagi ke kisi mod par aakar Wakt thehar sa jata hai Aur insan apna sara wakt Yado ke tukade jama karne me guzar deta hai Lekin wakt chalta rehta hai Bas insan thehra rehta hai Aur thehar jati hai uski har aadat

Home
Explore
Events
Notification
Profile