Nojoto: Largest Storytelling Platform

KHAMOSHIYAAN..... Kitni khamosh rehti hai na ye k

KHAMOSHIYAAN.....

Kitni khamosh rehti hai na ye khamoshiyaan
kbhi sunne ki kosis ki h ise
kbhi jaanna chaha 
akhir q kaid rehti hai ye khamoshiyaan
kya ye apne alfaaz nhi bun sakti
kya ye apni kahani nhi bayaan karsakti

apni marzi ne nhi duniya k sawalo ne chup karaya hai ise
agar ispe se parda utha toh ye log hume pardasheen kardege 
is karan dabaye rakha hai ise
toh q na inki beriyaan khol,inhe bhi alfaaz banne ka mauka de
mana pehle rulaegi,par sabke chehre p laga mukhota yhi dikhaegi

khamoshiyon k saath ek anokha rishta hi toh hai hai 
jo itne shikwe,shikayato k baad bhi humne ekdusre ko apnaya hai.... #khamoshiyaan#my poetry