Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ki falak se mahtaab utra ho jaise aisa husn tha us

Ki falak se mahtaab utra ho jaise
aisa husn tha uska
ki shayar apni shayari mai uska jikr kare
wo noor-a-tabasuum ki nawazat hui thi uspe
sab kayal the uske chasm mai dub jane k lie
wo inyayat hui thi uspe
aashiq to bhot the uske
magar ek tha
thoda pagal sa
jo shama mai jalkar khaak hone wala parvana tha
jo sirf uski mohabbat ka deewana tha

wo tha us heer ka Ranjha 

jo chup chupkar dekha karta tha use
apne gghar ki us khidki se
aur wo dur apne baba ki dukan se use dekh muskurati thi
magar har bar unki ankh micholi ke darmayan
bas wo dargah wali diwar bich mai ajati thi
aur wo mandir wali deewar bhi kam thi kya
lagta tha jaise in do mukhalifo ko inki mohabbat manjur nahi thi 
magar mohabbat ke talabgar ashiqo ko kaha kisne roka hai
ye mohabbat ki aag to ek hawa ka jhoka hai

Aur wo Aashiq qafas mai kaid panchi sa nahi
falak me udte us aazad panchi sa apni Mohabbat sang jina chata hai
 #NojotoQuote Heer Ranjha -Part1
Excerpts from my Nojoto Open mic 1

https://youtu.be/GR9bkPc6gus

#nojotowriters #nojoto #openmic #story #kahani #kalakaksh #storyteller #TST #pod #thoughts #nojotourdu #urdu #kahaniwala #nojotohindi

Heer Ranjha -Part1 Excerpts from my Open mic 1 https://youtu.be/GR9bkPc6gus #nojotowriters #Nojoto #OpenMIC #story #kahani #kalakaksh #StoryTeller #TST #pod #Thoughts #nojotourdu #urdu #kahaniwala #nojotohindi