Paisa jaruri hota hai Jab mere sapne ke liye papa ko karz mai jate dekha tab pata chala paisa jaruri hota hai. Jab mahino tak bhukhe soya tab pata chala paisa jaruri hota hai. Jab choti moti jarurto ko khwahishon mai badalte dekha tab pata chala paisa jaruri hota hai. Jab mall ke pass uss maasum se bache ko bheekh maangte dekha tab pata chala paisa jaruri hota hai. To be continued....