Nojoto: Largest Storytelling Platform

Naam-e-Khoobsoorti, Hun Mai Zainab Aye Zaalim, ter

Naam-e-Khoobsoorti, Hun Mai Zainab
Aye Zaalim, teray Zulm say badh kar hai meray Rabb ki Rehmat
Kya lagta hai tujhe, har gunah ka wazan hota hai aur gunaah karnay say kam
Mai kehti hun jee lee yeh zindagi, nhi door hai tera sitam
Aaj Mera Maa Baap royenge, kal teray armaan maut ki neend soyenge
Aaj meri muskaan dafan hogi, kal teri zindagi tujh pay royegi
Toh kya hua ki teri sonch ki tarah kooda karkat mein mil gyi iss jahan mein
Meri rooh to jannat kay har darwazay kay saath sil gyi hai, yeh likha hai meray kafan kay har nishaan pay.

Home
Explore
Events
Notification
Profile