Desh bhakton ki swapn ka praman Ye samvidhaan Shahidon ne kiye kai balidan To bana ye samvidhan Hajar salon ki gulami ki bediyan kat bana ye samvidhan Hai isi se hamari aan baan aur shaan Rakhti h hamare garima ka dhyan Ye samvidhan Sun puri duniya ki baan 2 sal 11 mahine 18 din me Baba saheb ne gadha Ye savidhaan Is pavitra deshgrath ko rakhen Hindu, mushlim, sikh, isai Samjhkar apne praan Tabhi ho paega ek nav bharat ka nirmaan Samvidhan diwas ki hardik shubhkamnaaye -Chitra Tripathi #NojotoQuote Happy constitution day..