Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kabhi na socha tha. Ki itna bechen ho jainge. Ta

Kabhi na socha tha. 
Ki itna bechen ho jainge. 
Tadap uthegi ruh meri. 
Riste ek dum se lupt ho jainge. 

Kal tak jo hakikat the. 
Aaj vo khavab ban gaye. 
Vo mithi surili yade apno ki. 
Pal bhar me havaa ho gaye. 

Kya din the vo bhi. 
Jab ladna jhadna tha. 
Ajib si kashis Or vo Muskrahte. 
Ek dum se phiki pad jaigi. 

Paheli ho gayi hai jindgi meri. 
Saheli ho gayi hai tanhai meri. 
Mat puchna kuch hamse. 
Hava hvai ho gayi hai sari bate meri. 

Bhut kuch kahna tha. 
Kah na sakke hum. 
Likh rhe he ek ek sabd. 
Sayad dil me utar jaye. 

Kon jana chata tha. 
Kailash parvat ko chod kar . 
Bus kabhi puchna maat. 
Kab kese ole barasne lage. 

Sadharan se atisadharan hu. 
Jo under hai vhi bahar hu. 
Ye vakt nhi mera aashan. 
Varna dilo ko jitne vala hu. 

Jane kyu vakat thahar sa gya hai. 
Ufanti nadiyo ka pani ruk sa gya hai. 
Samajh se bhi pare hoti hai vo bate. 
Jo under ek tufan khada kar deti hai. 

Jane kitne dilo ko dikhukar. 
Hamne apni rah bnayi hai. 
Sayad bhut naraj ho gaye vo. 
Jinse hum aankhe bhi na mila paye. 

Dard to hamne bhi pala hai. 
Phir bhi face pr muskrahat hai. 
Par jitna dard ko tavaajo hamne di. 
Hum or iswar hi jante hai. 

Hum bhula nhi sakte kabhi un lamho ko. 
Jinhone ger ko apna bnaya. 
Jane kon si ghadi thi jo idher khich layi thi. 
Badle me mupht ka dard baksh gayi. 


Saadgi se bhari hai ek ek swash meri. 
Kalpnaye ho gayi hai ab har bat meri. 
Khusnasib hai vo log jinhone itni ijjat bakshi. 
Mukaamal ho gayi hai ye udhari unki. 


Mohabbat itni baksh di. 
Jane kyu vo dil me utar gayi. 
Bichodna kise kahte hai. 
Aaj ye jibha likh va rhi. 


Duaai aaj bar bar unn sabke liye. 
Jinke dilo me aathah prem hai. 
Abhi to sirf life ka trailer hai. 
Pichure to sari baki hai. 

Aashan nhi hai jingi. 
Raste bhut ubad khabard hai. 
Kare kya kuch tohfe muft me mile hai. 
Pr hamne bhi har haal me jitne ki thani hai

Jo kah na sake hum. 
Aaj vo likh diya. 
Aavaj hai mere dil ki. 
Kaynat me sari sorr sa ho gya . 

Mil na sake unse. 
Najre chupaye phirte rhe. 
Milte bhi kese sabse. 
Dil gum e bag ho jana tha. #poetryonline#talkonline#storyonline#myfirtprofesnaljob 
 ye kavita us vakt ki hai jab me ek company me job karta tha or mene jab job chodi tab ise likha tha https://youtu.be/h9qJ6jeTOKg
Kabhi na socha tha. 
Ki itna bechen ho jainge. 
Tadap uthegi ruh meri. 
Riste ek dum se lupt ho jainge. 

Kal tak jo hakikat the. 
Aaj vo khavab ban gaye. 
Vo mithi surili yade apno ki. 
Pal bhar me havaa ho gaye. 

Kya din the vo bhi. 
Jab ladna jhadna tha. 
Ajib si kashis Or vo Muskrahte. 
Ek dum se phiki pad jaigi. 

Paheli ho gayi hai jindgi meri. 
Saheli ho gayi hai tanhai meri. 
Mat puchna kuch hamse. 
Hava hvai ho gayi hai sari bate meri. 

Bhut kuch kahna tha. 
Kah na sakke hum. 
Likh rhe he ek ek sabd. 
Sayad dil me utar jaye. 

Kon jana chata tha. 
Kailash parvat ko chod kar . 
Bus kabhi puchna maat. 
Kab kese ole barasne lage. 

Sadharan se atisadharan hu. 
Jo under hai vhi bahar hu. 
Ye vakt nhi mera aashan. 
Varna dilo ko jitne vala hu. 

Jane kyu vakat thahar sa gya hai. 
Ufanti nadiyo ka pani ruk sa gya hai. 
Samajh se bhi pare hoti hai vo bate. 
Jo under ek tufan khada kar deti hai. 

Jane kitne dilo ko dikhukar. 
Hamne apni rah bnayi hai. 
Sayad bhut naraj ho gaye vo. 
Jinse hum aankhe bhi na mila paye. 

Dard to hamne bhi pala hai. 
Phir bhi face pr muskrahat hai. 
Par jitna dard ko tavaajo hamne di. 
Hum or iswar hi jante hai. 

Hum bhula nhi sakte kabhi un lamho ko. 
Jinhone ger ko apna bnaya. 
Jane kon si ghadi thi jo idher khich layi thi. 
Badle me mupht ka dard baksh gayi. 


Saadgi se bhari hai ek ek swash meri. 
Kalpnaye ho gayi hai ab har bat meri. 
Khusnasib hai vo log jinhone itni ijjat bakshi. 
Mukaamal ho gayi hai ye udhari unki. 


Mohabbat itni baksh di. 
Jane kyu vo dil me utar gayi. 
Bichodna kise kahte hai. 
Aaj ye jibha likh va rhi. 


Duaai aaj bar bar unn sabke liye. 
Jinke dilo me aathah prem hai. 
Abhi to sirf life ka trailer hai. 
Pichure to sari baki hai. 

Aashan nhi hai jingi. 
Raste bhut ubad khabard hai. 
Kare kya kuch tohfe muft me mile hai. 
Pr hamne bhi har haal me jitne ki thani hai

Jo kah na sake hum. 
Aaj vo likh diya. 
Aavaj hai mere dil ki. 
Kaynat me sari sorr sa ho gya . 

Mil na sake unse. 
Najre chupaye phirte rhe. 
Milte bhi kese sabse. 
Dil gum e bag ho jana tha. #poetryonline#talkonline#storyonline#myfirtprofesnaljob 
 ye kavita us vakt ki hai jab me ek company me job karta tha or mene jab job chodi tab ise likha tha https://youtu.be/h9qJ6jeTOKg
raj5301425884336

Rv official

New Creator

#PoetryOnline#TalkOnline#StoryOnline#myfirtprofesnaljob ye kavita us vakt ki hai jab me ek company me job karta tha or mene jab job chodi tab ise likha tha https://youtu.be/h9qJ6jeTOKg