वो बोल नहीं सकते लेकिन haan,sahi kaha WOH BOL NAHI SAKTE , lekin sirf apni zuban se unki aankhein bahut kuch bolti hain, itna ki shayad hum samajh bhi nahi sakte, par woh humari har baat samajhte hain, humara pyar,humara gussa sab kuch, pta hai kyun.... kyunki log kehte hain woh baddimag hain,haan thik hi to hai, woh dimag ka nahi dil ka istmaal karte hain... aur hum sirf dimag ka tabhi unhe samajh nahi paate.. kabhi samajh kar dekho bahut pyaare hote hain ye.. so called jaanwar #wohbolnahisaktelekin