Nojoto: Largest Storytelling Platform

zindagi mai zindagi bankar koe mil gaya. lakho me

zindagi mai zindagi bankar koe mil gaya.
lakho me ek khubsurat humsafer koe mil gya.
pata na chla yeh ho gya kaise,ki bo aaya jaise,bhatake huye musafir ko fir rashta koe mil gya.
hum to sumje the khtam sub kuch ho gaya hai par, nirash aur hatash zindagi ko fir se jine ka bahana koe mil gya.
tanhaiyo se ghir kar ruk gayi thi zindagi magar,fir aage bhadne ko majbur karne bala humsafar koe mil gaya.
yu mila bo ki zindagi fir se gungunane lagi,ruh ko bhataka de bo sanjeet ka saj koe mil gaya.
tum mile ho to shikba nnhi koi zindagi se,ki hume baharo se bhi pyara koi najrana koe mil gaya.
sajda karta hu tumhara zindagi me aane ka ,ki tumhare rup me khuda ka sahara koe mil gaya .

zindagi mai zindagi bankar koe mil gaya. lakho me ek khubsurat humsafer koe mil gya. pata na chla yeh ho gya kaise,ki bo aaya jaise,bhatake huye musafir ko fir rashta koe mil gya. hum to sumje the khtam sub kuch ho gaya hai par, nirash aur hatash zindagi ko fir se jine ka bahana koe mil gya. tanhaiyo se ghir kar ruk gayi thi zindagi magar,fir aage bhadne ko majbur karne bala humsafar koe mil gaya. yu mila bo ki zindagi fir se gungunane lagi,ruh ko bhataka de bo sanjeet ka saj koe mil gaya. tum mile ho to shikba nnhi koi zindagi se,ki hume baharo se bhi pyara koi najrana koe mil gaya. sajda karta hu tumhara zindagi me aane ka ,ki tumhare rup me khuda ka sahara koe mil gaya .

Views