Nojoto: Largest Storytelling Platform

kbhi socha hai, hmare khwaab adhure kyun reh jaate

kbhi socha hai, hmare khwaab adhure kyun reh jaate hai?
karni ho mehnat, hum bhane hazaar bnate hai, 

jis raah par hmare khwaab mai chalna hi na ho likha, hum uss raah par chal jaate hai, 

logon ki baaton mai aakar, hum apna honsla kho jaate hai, 

dusron  ki kamiyan nikalne se pehle, hum khud ki kamiyan nikalna bhul jaate hai, 

aage kya hoga, hum ye soch kar ghabrate hai, 

jaag kar khwaab dekhne ki jgha, hum so kar khwaab dekhne lag jaate hai, 

tu ban wo insaan , jo khwaab ko pura karne ke liye kuch bhi kar jaate hai, 
kyunki ese insaan hi manzil paate hai
~harpreet kaur khwaab #poetry

khwaab #Poetry