Nojoto: Largest Storytelling Platform

kisi bhid ka hissa bnu aise mere halat nahi hai ja

kisi bhid ka hissa bnu aise mere halat nahi hai janab,
hm to vo hai jo apni manjil ka rasta khud hi bnate hai,
mujhe kb dar tha apni badnami ka ,
jo darte hai vo kaha duniya me nam kamate hai ,
kamayabi ka rasta aksr jamane ki bauni sonch se taula jata hai,
logo ke taane, vyang aur unki jhooti afwahon ke bich hokr gujrta hai,
apne sapnon ko pura kr pane ka rasta aksr muskil hi hota hai,
spne to sb dekhte hai sona,
unko sach kr dikhane ka jajba sbme kaha hota hai,
hme khauf nahi iss jamane ki gidhad afwahon ka ,
khud ka vajood mukammal kr pana itna aasan kaha hota hai,
meri takat mera hosla hai , mera khud pr bharosha ,
apni manjil ko pane ka jajba hai, 
itna aasan ni mera har jana,
hajaron dafan gir kr hmne uthna sikha hai,
haste hai jo aaj nakamyabi pr meri,
dekhenge vo sb hoga jis din jahan me buland sitara hmara . #meri #takat
#motivational #poem#nojotohindi#nojotopoem