alone
kismat ko kya kosu duniya hi kosti h
apno ko kya bolu duniya hi bolti h
badi shiddat se utne ki koshish ki thi maine
par apno ne girane ki hi saazish ki thi kaise
unko kya pata ke main kya kar jaunga duniya main naam khud hi kar ke dikhaunga
chahe raah main tum rakhdo meri kaate hazaar main unko bhi beta paar kar ke dikhaunga
jalti h duniya ha jalti rhe sadti h duniya ha sadti rhe #BreakUp#SAD#Shayari#follow#NojotoIIITM