Nojoto: Largest Storytelling Platform

Socha ki aaina ban k aaj mein tujhko kuch swaroon.

Aur bhoot dag h mujhme tere daman ko saf rkhne m toh aaj tujhe v kuch aaina dikhau..  
Per aaina v kahn sach bata ska..
Jo dkhu daya toh har bar wo baya hi batagya..
Aur bhut khub likha h kisi ne 
Ki patharon ka nagar h bacha aaina..
jo tut jaye toh jaa bazar le aa Naya aaina..
Aur mohtarma hm to aaina hai hme tutne ki adat h per wajah har ap rahi ye mahaz ek sanjog hai ya sajish... Tu bata aaina...
Socha tha ki aaina ban k aaj mein tujhko kuch swaroon..
Har bar tut k tujhko phir se chahu..
Per ye mahfil gawah h ki jab jab tuta h aaina tu nikli h karib se mgr bach-bach k..
Ab tu hi bata tere aur kitne baki h sitam..
Kisk liye har dafa dekhti ho aaina...??? kisliye har dafa dekhti ho aaina..???

priyagorai4275

priya gorai

New Creator

kisliye har dafa dekhti ho aaina..???