KUCH KAM.... Kuch kam hai aaj kal zindagi se shikayate kuch kam hai aaj kal in aankhon m baarishein kuch kam hai ab apno se dooriyaan kuch kam hone lagi hai ab humse galtiyaa karna chahti hun ab khudse mohabbat udna chahti hun us khule aasmaan mein khulne lage hai ab darr k dhaage ye hoth bhi ab mere beparwah muskuraaye #kuch kam