Jahil insan kyu bech dala h iman,
kab tak paap ki kamayi khayega..
Lalach me huya andha kyu krta h mera mera,
kya tera kya mera kuch na sath me jayega..
Kar le sitam jitne kar sakta h bachi umar me,
jahanum me khuda barabar se sabak sikhayega..
Bade aye sikander is duniya ko jeetne,
Akhir tu bhi unsi he maut mar jayega... #Poetry#Life#God#Truth#Ho#allah#akbar