Nojoto: Largest Storytelling Platform

Bandhan jisme pyaar bandha ho, khusiyon ka pitara

Bandhan jisme pyaar bandha ho, khusiyon ka pitara bhara ho, dharm aur sanskrityon ka sanskar basa ho, Bhai behan k nokjhok bhare ek aisa pavan tyohar , rakhi jisme kalaiyon ko shovit karti ho , har ek wo kalai jud k aashirwaad aur pyaar se unki raksha k liye uthe!! kuch aisa drisya ho ,iss saal kuch aisa  *raksha Bandhan* ho, 
Kuch aisa raksha bandhan ho.... 

Behen k hatho wo mithai wala rashm ho, bhai k hatho wo bhet wala rashm ho, aankho me khusi wale aasnhu ho, dilon me sabke aadar aur sammaan ho, jhadge v toh wo ek dusre k liye ho, iss saal kuch aisa *raksha bandhan* ho... kuch aisa hi.... 

Dur basne walon k naam ek pyara paigaam ho, unki suni haathon pe behana ka pyaar ho, jald milne ka ek kasam bhara rashm ho, har ek rashm k sath uss ek pal ka intezaar ho, rakhi k sneh se sabka man Ujjwal ho, harsh oh ullas se bhara iss saal kuch aisa *raksha bandhan* ho.. 
Kuch aisa raksha bandhan ho.... 

Ho sake toh ek dusre k sath bitaye uss lamho ka ek chitra fir se naino k saamne ho, nam iss aankhon me unka dulaar ho, mukh pe mushkan aur hothon per mithhas ho, bachpan k wo pal aur bachpana fir se ujaagar ho, 
Yaad bhare iss mausam me iss saal kuch aisa hi *raksha bandhan* ho... 
Kuch aisa hi *raksha bandhan* ho....

King😇😇 #rakhi