hum sab kahte h maa jannat ka phool h maa ke kadmo ki mitti jannat ka dhul h to log ye q bhul jate h ki baap bhi us jannat ka darwaza h jab hum darwaza hi nhi khol payenge to jannat kaise milegi #NojotoQuote zara gaor kijiye ...😊