#OpenPoetry parents day special 😍 meri shaam bhi tum meri raat bhi tum jab subha chera dekhu tumhara tho lagta hai jese noor ho tum jannat bhi hai tumhare kadmo ke niche saya bhi hai tumahara hamare piche Alhamdulilaha mere maa baap hai hi ese 😊😊😊😊😊 special for parents ❤️😊