Nojoto: Largest Storytelling Platform

Samne mahboob jalwagar hota hai Fir kahan beemari

Samne mahboob jalwagar hota hai
Fir kahan beemari ka asar hota hai

Bin mafad doosron ko fayeda dena
Sirf Is khaslat ka shazar hota hai

Hum to bht hi matlab parast h jana
Har nazar me zindagi ka guzar hota h

Un kankaron ki chamak b khoob lage
Jin galiyon se tera guzar hota hai

Jab chahen maang le tumhen sufi
Sachchi duaon me asar hota hai #NojotoQuote #samne #mahboob #nojotourdu #love #shayer #sad
Rohtash Pramod Kumar Nilam Kumari
Samne mahboob jalwagar hota hai
Fir kahan beemari ka asar hota hai

Bin mafad doosron ko fayeda dena
Sirf Is khaslat ka shazar hota hai

Hum to bht hi matlab parast h jana
Har nazar me zindagi ka guzar hota h

Un kankaron ki chamak b khoob lage
Jin galiyon se tera guzar hota hai

Jab chahen maang le tumhen sufi
Sachchi duaon me asar hota hai #NojotoQuote #samne #mahboob #nojotourdu #love #shayer #sad
Rohtash Pramod Kumar Nilam Kumari