Nojoto: Largest Storytelling Platform

please read full 😊🥺😭😫 agar life me kabhi

please read full 😊🥺😭😫

agar life me kabhi bhi koi aapse koi help mange ma to kabhi mana mat karna kyuki
jab hum kisi garreb ki madat karte hai na to vo khush hota hai aur hume duae deta hai esi hi  agar humari vajah se koi aur khush hota hai to hume bhi bhaaut khushi milti hai aur bhagwan bhi humse bahaut khush hota hai 
bhagwan ko dhup baati jalane se aarti karne se bhog lagane se bhagwan itne khush nahi hote   hum bhagwan ko duddh chadate hai to hume kaisa pata vo bhagwan ke pass pahauch gaya agar hum vo kisi jarudmand insaan ko dede jiske pass khane ko kuch nahi hai tab bhagwan jyada khush honge . please jitna ho sake auri ki madat kijiye yaaken maniye bahaut khushi milegi .
but hum log to aajkal ghamandi hogaye agar humare pass bhaut paise ho agar koi humse kuch khane ko mangle to hum saaf mana kar dete hai. yrr humare pass to jitna ho bahut kam hai tab bhi hum rote hai hamare pass ye nahi hai vo nahi hai jara unse janke puchu jinko bhagwan ne hath nahi diye pair nahi diye rehne ko ghar nahi diya khane ko khana nahi diya .
humaare pass jitna ho hum utna rote hai hum kabhi satishfie nahi hote chizo se 
humare pass itna sab kuch hai agar hum kisi garreb ki madat karde use khana dede to hum garreb thona hojayege. 
ek bad humesha yaad rakhna  life me hum jitna dusrko ko khush karenge 
bhagwan hume utna khush karega 
isliye please jaruratmand logo ki madat kijiye aapse jitna ho sakta utne khush kariye unko

agar hum kisi ki madat na karke usko dhukhi karte hai na to bhagavan bhi humse bahaut naraaz hota hai aur vo insaan bhi hume man hi man me baduae deta hai aur badauae kabhi picha nahi chodti.

-purewriter

-drishti arora🥺🥺

purewriter1811

Pure Writer

New Creator