Na adi na ant h unka Mast Malang Mei unki dhun ka Hai sbka na Tera Mera vo Aj hai vivah utsav un ka Karuna ka vo Sagar hai Parvati h usko pyari Tino lok ka vo h swami Priya usko bale dhatura Neal kanth vo Vish piya h Hai shiv kalashi vo. Lo Aya aj vivah utsav uska Jai MAhakAL jai baba bhola Jai mahakal