Nojoto: Largest Storytelling Platform

rasta manjil ka dikhane wala wo khubsurat safar th

rasta manjil ka dikhane wala wo khubsurat safar tha koi aur naam mat dena usse wo dusra mera gher tha......
yaha aane se pehle yaha nhi jana khkr sab khub roye the.....
kaise subh 6:00 baje yoga jana hota tha aur hamare na jane ke bahane jab koi bahana kaam nhi aata to hum bimar h constant bahana tha....
yoga mai sabse last aur mess mai sabse first rhne ki ladai "tum logo ko pata h na mai bhot late khati hu" mera constant Bahana...
yaha" bhayankar "aur "tera muh todh dungi" sabse badi dhamki thi aur "bhen tere sath aisa Karungi" sabse bada proof.......
yaha rule hi itne h ki inhe todhne ke maje hi kuch alag h senior ke samne line Mai chlna aur unki taraf na dekhkr unke shoes count karke unhe wish karna aur unke jate hi line se hath jana......
class mai piche bethkr khana khana aur sare lecture free hone ke maja hi alag h..... #Hostelife