Jab ye socha ki duniya matlab ki hai, tab lgta tha ki sayad bhagwan hmari kismat likh hi rha tha ki Shayi khtam ho gyi, Lekin jab duniya ko dekhne ka najara bdala, tab pta chala ki khatam kuch nhi hua tha, bas kuch hme khud likhna tha bhagwan ne to mahaj hmare hisse ki jagh khali rkhi thi, kyuki hum aksar khate hai jo hmara hai vo hme dede ,usne yha hmara hissa de hi diya.....