Nojoto: Largest Storytelling Platform

Continued...... Halat-e-ishaq me hak is tarah se

Continued......

Halat-e-ishaq me hak is tarah se baya kiya hum pr
Usne, tod b diya or tutne b nhi diya

Usse mohhabat pak thi hamari khata nhi, magar
Saza me jindgi b di or jine b nhi diya

Puchta tha wo ki kya mohhabat malum h hume
Jawab b manga or dene bhi nhi diya

Uski khamoshi s khafa hone ki ada kya kam thi jo uski kasam ne
Dard bhi diya or rone bhi nhi diya

Kisi or k karib tha wo itne is aag ne hume 
Jala bhi diya or khak bhi hone nhi diya
                
                     - D Jain Tod bhi diya or tutne bhi nahi diya....continued #nojoto #hindipoem

divyajain1106

Divya Jain

New Creator

Tod bhi diya or tutne bhi nahi diya....continued #Nojoto #HindiPoem