sacha pyar wo hota hai Jis se chahy tum baat na kro Os se khub jhagro Wo apko rulaye wo apko tarpaye Khushi mai wo apko nazar aye Chahy hazaron or b ajayein Sath mai dost ho sahara ho Lakin jab baat uski judai ki ati ho Tmhy kuch nai dekhta Na dost hty hain na koi sahara Serf samandar hta hai na koi kinara Sacha pyar Allah ki taraf se hta hai Hamein uski izat karni chahye Roz likhta hu ghazal tery naam ki wajid Tery waja se hui dosti lafzo k sath sacha pyar wo hota hai