Nojoto: Largest Storytelling Platform

Pyare Dada-Dadi/ Nana-Nani , Vo pal hi kya jisme a

Pyare Dada-Dadi/ Nana-Nani ,
Vo pal hi kya jisme aapki yaad na ho aur vo kahani hi kya jisme ek raja aur ek rani na ho. Dadi ke pyar bhare nuskhe aur Nani ki pariyo wali kahaniya , aaj bhi yaad hai. Yaha sheher me padhai ki saari suvidha hai aur achhi naukari bhi hai pr vo gaon wala chain nhi hai. Yaha TV hai , phone hai , saare aeso aram ki chije hai pr koyel ki kuk aur chhuppan chhupai wala khel nhi hai. Baarish hoti hai to hum chhat pr bhig lete hai , pr vo sawan ka jhula bahot yaad aata hai aam k ped k niche bita vo ek ek pal aankhen nam kr jaata hai. Sone se pehle purane gaane sunne ki aadat meri abhi bhi nhi gai. Loriyan sunne ka bahot mann karta hai , aap sabse dur yaha rehne ka mann nhi karta hai , yaha to chamakte jugnu bhi nhi dikhte. Nadiyo me behta vo nirmal pani , chhat pr aachar sukhati hui nani , vo gudda gudiya ki shaadi , jaadu bhare haathon se sir me tel lagati hui dadi bahot yaad aatin hai. Nana ji jab aam khilate the aur dada ji jab jaamun....huummmmmm... muh m paani aa gaya ye soch kr.
Hum aap sabhi ko bahot yaad krte hai. Agle saal chhuttiyon me hum fir milne aaenge aur pura din sath baeth bahot saari baate batiyaenge...
                                                 L_o_v_e        Y_o_u    Apna khayal rakhna.
                                                                               Aapko sabse jada pyar krne wali, happy grand parents day #grand_parents#happy_grand_parents_day#nojoto

                                                                               Aapko sabse jada pyar krne wali,
aapki chhaya.

chhayayadav1079

chhaya yadav

Bronze Star
New Creator

happy grand parents day #grand_parents#happy_grand_parents_day#Nojoto Pyare Dada-Dadi/ Nana-Nani , Vo pal hi kya jisme aapki yaad na ho aur vo kahani hi kya jisme ek raja aur ek rani na ho. Dadi ke pyar bhare nuskhe aur Nani ki pariyo wali kahaniya , aaj bhi yaad hai. Yaha sheher me padhai ki saari suvidha hai aur achhi naukari bhi hai pr vo gaon wala chain nhi hai. Yaha TV hai , phone hai , saare aeso aram ki chije hai pr koyel ki kuk aur chhuppan chhupai wala khel nhi hai. Baarish hoti hai to hum chhat pr bhig lete hai , pr vo sawan ka jhula bahot yaad aata hai aam k ped k niche bita vo ek ek pal aankhen nam kr jaata hai. Sone se pehle purane gaane sunne ki aadat meri abhi bhi nhi gai. Loriyan sunne ka bahot mann karta hai , aap sabse dur yaha rehne ka mann nhi karta hai , yaha to chamakte jugnu bhi nhi dikhte. Nadiyo me behta vo nirmal pani , chhat pr aachar sukhati hui nani , vo gudda gudiya ki shaadi , jaadu bhare haathon se sir me tel lagati hui dadi bahot yaad aatin hai. Nana ji jab aam khilate the aur dada ji jab jaamun....huummmmmm... muh m paani aa gaya ye soch kr. Hum aap sabhi ko bahot yaad krte hai. Agle saal chhuttiyon me hum fir milne aaenge aur pura din sath baeth bahot saari baate batiyaenge... L_o_v_e Y_o_u Apna khayal rakhna. Aapko sabse jada pyar krne wali, aapki chhaya.

Home
Explore
Events
Notification
Profile