Nojoto: Largest Storytelling Platform

tujhpar bharosa aur pyaar par aitbaar ab raha nahi

tujhpar bharosa aur pyaar par aitbaar ab raha nahi.....
yeh jante huye tune mere jazbaton se khella, tujhse nafrat kar paunga nahi.....
main buss ek cheez tha naa tere liye tere bure waqt ka tere akelepan ka yeh baat bhulunga nahi.....
hum dono ne saath mein jo waqt bitaya shyd tere liye kuch nahi par shukriya unn yaadon ka kynki inhe bhul paunga nahi.....
kya chahiye tujhe yeh harr baar puchta rehta tha, bta deti ki mere jazbaton se khelna hai, mana nhi karta par yun majak toh naa banati chal koi nai yeh bhi yaad rakhunga ki ab kisi ladki par aitbaar karna nahi.....