Nojoto: Largest Storytelling Platform

Maine suna to nahin, Magar samjha zaroor hai, Chah

Maine suna to nahin,
Magar samjha zaroor hai,
Chahe tumhare bure waqt mein kisi ne tumhe akela kyun na kar diya ho,
Magar tum kisi ko kisi ke bure waqt me yun akela na chodna,
Kya pta woh us waqt  tumse khafa hoga,
Par tum kisi ka waqt dekh kar yun khafa na hona,
Kya pta woh ahmiyat na  jaanta ho tumhari,
Par uski ahmiyat tumhari zindagi mein kya hai,
Ye tum na bhoolna...
 #waqt #zindagi #khafa #nojoto