Samjha ke dil dekh liya baha ke ashk dekh liya Humne dunya ka aaj har aik sitam bhi dekh liya Mushkil ha safar e zindagi per na mumkin nahi koi Seene mai dil ki jagah pathhar bhi rakh ke dekh liya #Sitam