Quotes on 2018 in Hindi Maalum hi Nhi hua ki tumara har ek pal kaise Dhal gya.. Esa lga ki mano Main ek karwat soya tha aur mere dusre karwat badlte hi tuh bhi badal gya.. Aur mene bade takbbur se Tujhe mutti mein kaid krne ki kosish ki thi Aur tuh raet ki trh meri mutti se fisal gya.. Dard ka had toh yahan tk bad gya ki Tujhe bhi fateh krne chla tha main bde shouk se Aur tuh bhi uss shaks ki trh mera bita kal ban gya... written by ishq boy Asim khan the king of shayri.. ishq boy Asim khan #NojotoQuote #IshqBoyAsimkhan #Nojotoenglish #Nojotourdu #Nojotohindi #Nojotocomedy #2018 #Asimsheikh