Nojoto: Largest Storytelling Platform

Bhakti ka rang Aap ke bhakti ka, Rang chadega, J

Bhakti  ka rang

Aap ke bhakti ka,
Rang chadega,
Jab yah man aapke,
Simran mei Lagega.
Bhakti ka rang,
Tab chadega,
Jab koi ,
Chaha nahi hogi.
Bhakti ka rang,
Na lal na pilla,
Na hara na Neela,
Bhakti ka rang,
Rangeela hota hai.
Bhakti ki chaha,
Bhakti ki Raha,
Pane ke liye, 
khud Ko Guru charanon mein,
Samarpit karna hota hai.
Guru charanon ki,
Dhuli Bankar rahana hai,
Yahi bhakto ka,
Jivan hai.
Bhakti Hukum mein,
Ki jaati hai,
Yahi bhakto ka kahana hai,
Aur yahi bhakt ka gahana hai. bhakti ka rang
Bhakti  ka rang

Aap ke bhakti ka,
Rang chadega,
Jab yah man aapke,
Simran mei Lagega.
Bhakti ka rang,
Tab chadega,
Jab koi ,
Chaha nahi hogi.
Bhakti ka rang,
Na lal na pilla,
Na hara na Neela,
Bhakti ka rang,
Rangeela hota hai.
Bhakti ki chaha,
Bhakti ki Raha,
Pane ke liye, 
khud Ko Guru charanon mein,
Samarpit karna hota hai.
Guru charanon ki,
Dhuli Bankar rahana hai,
Yahi bhakto ka,
Jivan hai.
Bhakti Hukum mein,
Ki jaati hai,
Yahi bhakto ka kahana hai,
Aur yahi bhakt ka gahana hai. bhakti ka rang
seemagupta2931

Seema Gupta

New Creator

bhakti ka rang #poem

Home
Explore
Events
Notification
Profile