मध्यम वर्गीय परिवार Azaad hain sapne dekhne ko, azaad hain pura krne ko. garibo ko rotiya bhi khilate hain, amiro ki gadiya b chalate hain. apni mehnat se padkar duniya ko nai roshni dikhate hain. khushi ke liye pura parivaar ak sath ho bas aisa chahte hain. hum madhyam vergiya parivaar hain logo ko khush rahna sikhate hain