बचपन और पिटाई Wo zara sa ghalat karna aur maan ka pitayi karna
Zahri chot to humian lag jati thi par dil ki chotian to wahi seh lati
Humian aik thapar bhi maar ka
Wo ratoon main soo na pati thi
Khaloona pasand ay jaya koi jo ho khatarnak
To dant ka wahain chup karadati thi
Phr ansuu diakh ka maan us sa bhi acha khilona dila dati thi
Us ki petayi main bhi piyar jhalakta tha aur sach pocho to bohot sakoon milta tha
Dant sunta sunta kb maan sa lipat ka roo ka soo jata kahan pata chalta tha
Gusa mian bhi maan apna faraz nibhati hai
Ghalti karka Dant kha ka jo bacha ruth jata too maan hi haar ka pehla manati thi
Wo bachpan ki dant wo bachpan ki petayi aik taraf
Phr raat ko maan ka anchal main soo jana sari batain bhula dana aik taraf
Ab to bara ho gaya hain shahid dant ka asar hi nae hota
Maan ka anchal mian sar rakhaa chahta hain par dant hi nae hoti
jo royain aur maan apna godi mian sar rakhwa da
aur phr sa bachoon ki tarah sula da
#BachpanAurPitaai