aakhir kab tak iss zindagi se equilibrium nhi ho payega na jane ye safar kha tak jayega aakhir kab tak ye time period us frequency k sath match nhi khayega na jane ye safar kha tak jayega aakhir kab tak in jhuthi manzilon ka asumtion hi bus hume satayega na jane ye safar kha tak jayega aakhir kab tak ye man roj nayi nayi plannings banayega na jane ye safar kha tak jayega aakhir kab tak har roj ek naya force problem lekar aayega na jane ye safar kha tak jayega aakhir kab tak ye safar aise hi manzilon ka bus signal📶 hi dete jayega na jane ye safar kha tak jayega aakhir kab tak ...