Kaise bhula du teri bato ko, Kaise mita du teri yado ko, Kaise bhula du un rato ko, Tuhi bata de mere sathiya, Jab se gye ho tanha hu mai, Tuta hua sa lamha hu mai, Bikhra hua sa arma hu mai, Ye tune kya kiya o mere sathiya, Kya tumhe hai itna khabar, Dhundta hu tumko nazar, Jane kaha ho tum kidhar, Ab aa v jaa o mere sathiya. #nojoto #tanhai