jinki khuli ankhon maine basi hai tumhari nind woh tiranga hai diye jinhone desh ke balidan bchayi hai desh ki aan woh tiranga hai kar diya jis maa ne apne laal ko desh pe kurban uske baad bhi uske dil main bach gyi jo jaan woh tiranga hai bandh kalayi pe rakhi behan ghar se jo nikala tha tumhari raksha ka vishwas lauta jis kapde se lipat kar woh tiranga hai rakha jisne tumhari raksha ko bhi desh ke baad woh tiranga hai kar diya jinhone apni sanso tak ko bhi humare sukoon ke naam woh tiranga hai dekhata nahi jo mazhab ki deewar jiske liye hai sabhi ka lahu ka rang laal woh tiranga hai kar rahe jinka tum sadko pe apmaan jiske liye hogye kayi dafan toh kayi raakh unki jaan tiranga hai mat karo iss tirange ka apmaan unki shaan tiranga hai (GaBBaR) #16 August subh tiranga dikhe toh utha jarur lena 🙏🇮🇳