Nojoto: Largest Storytelling Platform

When I see your eyes Usoolon ke saaye me makhmoor

When I see your eyes Usoolon ke saaye me makhmoor aankhe
Keh na saki'n kuch uski majboor aankhe

Wo aankhe ke jinko nihara hai ham ne
Un aankho ka sadka utara hai ham ne

Andhere me roushan wo purnoor aankhe
Keh na saki'n kuch uski majboor aankhe

Jaag kar shab e gam guzaari hui hain
Wo aankhe jo ashqon se bhari hui hain

Haya ke daman me maghroor aankhe
Keh na saki'n kuch uski majboor aankhe

Zameen aur falak ka manzar hai utra
Wo aankhe ke jinme samandar hai utra

Bojhal hain neend se bharpoor aankhe
Keh na saki'n kuch uski majboor aankhe my words
When I see your eyes Usoolon ke saaye me makhmoor aankhe
Keh na saki'n kuch uski majboor aankhe

Wo aankhe ke jinko nihara hai ham ne
Un aankho ka sadka utara hai ham ne

Andhere me roushan wo purnoor aankhe
Keh na saki'n kuch uski majboor aankhe

Jaag kar shab e gam guzaari hui hain
Wo aankhe jo ashqon se bhari hui hain

Haya ke daman me maghroor aankhe
Keh na saki'n kuch uski majboor aankhe

Zameen aur falak ka manzar hai utra
Wo aankhe ke jinme samandar hai utra

Bojhal hain neend se bharpoor aankhe
Keh na saki'n kuch uski majboor aankhe my words
mohdzeeshan1868

Mohd Zeeshan

New Creator

my words