Nojoto: Largest Storytelling Platform

aise duniya mein kitne log hain Jo apne boodhe mat

aise duniya mein kitne log hain Jo apne boodhe mata pita ko vriddhashram mein chod aate hain jis maa ne 9 mahine apni kokh mein dhoti rahi usi maa ko apne parivar alag Kiya ja Raha aur Jo pita  ungli pakad kar raah dikhata hai uski koi ijjat hi nahi hai agar vah bhi apne bachchon ko paida karte hi anath ashram mein daal dete to Kya unko mata pita ke achche sanskar mil pate  isliye Jo bachche mata pita ko bojh samajhte Hain unko ye pata hona chahiye ki unko bhi kuch saalon baad isi dour se gujarna hoga kabhi mata pita ko kasht nahi Dena chahiye agar unki aah lagi to samajhlo kahin ke nahi hamesha us Ghar mein dukh ki parchayi hogi kabhi Shanti ni milegi kabhi Zindagi aise moad par lakar khada karti hai ki Hume apne aap mein hi sharminda hona padta hai

Views