Nojoto: Largest Storytelling Platform

Wo baap hai fikrr to hagi hi, apne bacho ke bhavis

Wo baap hai fikrr to hagi hi,
apne bacho ke bhavishya ki,
eslie to din bhar mehnat karta hai,
jisse wo apne bacho khwaish puri kar sake,
wo baap hai thakta kahan hain 
bacho bhavishya banane ko rukta kaha hain ,
dinraat ki mehnat se jo chaar paise kamata hai,
apni ichae maar bacho ke kapde juto main laga deta hai,
bacho ki ek khushi ki khatir khoon pasine ki kamai luta deta hai,
baap hai wo thakta kahan hai,
bacho ki kamyabi par khudko kamyab samjhta hai wo,
par kamyab hone par bache us baap ko hi neecha dikhate hai,
jisne fati shirt se kaam chalaya par tumhe naya dilaya,
tum paise hone par aaj unhe neecha dikhate ho,
unhone kabhi khud bhukha rehkar tumhe khali pet nahin sone diya,
kabhi sochna unki bhi qurbaniyo ko,
 ki kaise pura kia usne tumhari khwaiso ko,
lalat hojaega tumhe apni zindagi par,
ye to baap hai thakta kahan hai,
jo tumne kia bachta kahan hai,
 jo tum karoge apne maa baap ke sath ,
wo tumhare budhape mein tumhari aulaad karegi tumhare saath... two words for father

two words for father #अनुभव