Nojoto: Largest Storytelling Platform

शराब haan mai sarab peeta hun... apne gamo ko chip

शराब haan mai sarab peeta hun...
apne gamo ko chippane,
dil mein chippe apne dard ko bhulne,
haan mai sarab peeta hun....

ek ye sarab hi hai ...
jo mere dard ki dawa hai..
khud ko tanhai mein ji var kar rulaane,
or khud ka sathi isse banne,
haan mai sarab peeta hun...

sarabi hun na mai sababi hun...
bus bewafai ka ye dil mara hai...
uss bewafa ko neecha dikhane,
dil mein chippe apne dard ko bhlane,
haan mai sarab peeta hun...
haan mai sarab peeta hun... #sarab
शराब haan mai sarab peeta hun...
apne gamo ko chippane,
dil mein chippe apne dard ko bhulne,
haan mai sarab peeta hun....

ek ye sarab hi hai ...
jo mere dard ki dawa hai..
khud ko tanhai mein ji var kar rulaane,
or khud ka sathi isse banne,
haan mai sarab peeta hun...

sarabi hun na mai sababi hun...
bus bewafai ka ye dil mara hai...
uss bewafa ko neecha dikhane,
dil mein chippe apne dard ko bhlane,
haan mai sarab peeta hun...
haan mai sarab peeta hun... #sarab